KADAM KADAM PE JAGAH BADLE KADAM KADAM PE PANI
TARAH TARAH KI BOLI YAHAN PE NAVZINDAGANI
Chhattisgarh ka angan kitna anokha aur pawan
Iski mati me hua hai ham sab ka janam
Iski har kone me basta hai hamara man Nirmal nadiya aur iske
Panghat chahe jo ho Lagte hain hamesha hi nityowan
Iski har ek ada pe machal utha hai hamara chanchal man
Har ek jagah jahan tumhe milta hai sukoon chahe ho
Raipur,Durg,Bilaspur.Ambikapur,Bastar,Bhilai.korba,Raigarh,Dantewada,Dhamatari,Rajim,Kawardha,Korea,Nawagarh ya dandkanan
Har jagah tumko milega kal kal bahta pani.
Har jagah tumko milega kal kal bahta pani.
Nirmal nirantar bahte jharne.kilkilate bachpan, lahalahata angan aur maujmast zindagani......
Yahi hai Apni Daharti mata Aur iski Mati au hamar zindagani
EHI HARE MORE CHHATTISGARH AU MAI EKHAR SAPOOT TUMAN SABOJHAN EKHAR LAL........... MOR CHHATTISGARH KE ANGAN... JAI JOHAR CHHATTISGARH..........
JANANI JANMBHUMISCH SWARGADAPI GARIYASI
No comments:
Post a Comment