Wanderer's Diary

Welcome to Wanderer's Diary blog its a pleasure and joyful ride to have you all blogers and net surfers stay in touch and keep posting your opinions and if you wish to share anything most welcome...........

"परमात्मन परब्रम्हे मम शरीरं पाहि कुरु कुरु स्वाहा".....
कल्याण मस्तु..


गर आ जाये जीने का सलीका भी तो .........चंद रोज़ आफताब है इस ज़िन्दगी को गुलज़ार करने के लिए..

मंदिर बहुत दूर है चलो किसी रोते हुए हुए बच्चे को हंसाया जाए...

इन यादों के उजियारे को अपने साथ रखना ना जाने किस रोज़ किस डगर किस घडी इस ज़िन्दगी क़ि शाम होगी..

Stay Rolling .......Keep Rocking .....and Keep Smiling...........

Wednesday, September 22, 2010

mehfil to hum hi jamaya karte the..........college diaries

Campus ho chills ho ya ho canteen
Mehfil to hum hi banaya karte hain

Class me present ho chahen bunk
Proxi hum milke lagaya karte hain

Chills me karna ho gupshup ya CDH me khana
Yaari aur dosti har kadam nibhaya karte hain

Party Freshers Ki ho Ya Waterans ki
Un Partiyon ko rangin hum hi banaya karte hain

Mil jaye chahe kaisa bhi Assignment ya work
Uska A to Z Xerox hum hi banaya karte hain

CT ka chahe zero ho preparation ya bad condition
Makhhan sab ko lagaya karte hain…

Cholna ho kisi ko Patana ho kisi ko
In sabhi cheejon ki Jugad hum hi bithaya karte hain

Lectures ho Interesting Ya sadiyal Boring
Hum Faculies ko bhi Tonic Pilaya kartehain….

Likhana ho 3 ghante ya banana ho koi bhi funde
Hum nakhara jaroor dikhaya karte hain

Subah ko college late bhale hi ayen
Par attendance ke liye Compro na kiya karte hain

Waqt ho Lunch ka ya ho Gap periods ka
Hum kahin bhi chupke-2 tiphin share kiya karte hain

Dost ka birthday ho ya koi ho jaye success
Sabke Piiche  dande aur pair diya karte hain

Mausam ho suhana ya ho thoda rumana
Hum tanha akele bhi gaya karte hain

Karna ho kisi ka mention ya ho campus ka tension
Hum lafde hamesha pala karte hain

Bina shave karaye aur bina nahaye
Subah-2 hum Blazer aur tie me college jaya karte hain..

Roj nayee chunayotiyon aur Mushkilon
Se hum bebaq hoke mila karte hain

Chalte hue rahon me ya hon kisi ke bahon me
Hum Masti Wali Life jiya karte hain…

Hum yun hi nahi kahlate bunkers
Hum Aye din Class bunk kiya karte hain..

Waqt ho khushi ka ya fir gum ka
Har pal ek soch pala karte hain……

Irade kamyab na hi sahi fir bhi hum
Management ke funde lagaya karte hai..

Jab ho jaye koi senti aur de koi Syntrola
Usko sath Tapri Le jaya Karte hain…

Jab ho jaye koi frusti ya na kare masti
Usko X/Y Ya Mashlow se motivate kiya karte hain…

Hamari apni duniya hai college ke kisi kone me
Hum Awaron Ki tarah basar kiya karte hain.. 

Kitno bar humpar fines lage marks kate
Phir bhi hum bindas bunks kiya karte hain

No comments:

Post a Comment